Wednesday, April 9, 2008

Ek Teri Yaad

Ek Teri Yaad

Ek aap aur aapki aawaz yaad aayegi,
aapki kahi hui har baat yaad aayegi,

Din dhal jayega raat yaad aayegi,
har lamha pehli mulaqaat yaad aayegi..

Kabhi hasti kabhi roti kabhi muskurati..
ye zindgi aapke bin bhi kat jaayegi..

Par kuch kami isme bhi to reh jayegi.
dil ko tadpayegi kabhi tarsayegi.
har lamha teri yaad aa jayegi..

0 comments: